Ek Subha Hui

Ek subha hui jab Yeshi ne,
Mritiu ka bandan thor diya
Ek subha hui…..


1. Ek duth swarg se aya,
Patthar ko alag hataya
Rumal jo sar pe tha lipta
Sarhane rakh kar chor diya
Ek subha hui…..


2. Mariyam ne khor dekhi khali,
Samji Yishu ko woh mali
Parte hi awaz jab Yishuki (2),
Woh sabar ka daman thor diya
Ek subha hui…..


3. Murde me se zindahokar (2)
Mukti kaduar ab khol diya
Is paapi jagat ko bachane ko
Amrit jiwan anmol diya
Ek subha hui…..

comments